Sunday, 21 December 2014


qasid ko apny hath sy gardan na mariye
os ki khata nhi ye mera qasoor tha

zahiri tor pr tu yahan ba taqaza e insaf maktoob e ileh mehboob k huzoor qasid ki safai paish kr rahy hain lekin ye ishq ki adalat hai ...
jahan mehboob ki jafa ko wafa . sitam ko karam smjha jata hai ...aashiq bs mashoq ki kisi tor tawajuh chahta hai , phir chahay wo qasad e qatal hi mai kyn na hasil ho ....
dr asal tu isi wastay qasid ki safai di ja rahi hai .....

No comments:

Post a Comment