Mirza Ghalib...
ho liye hum nama br k sath sath
ya rab apny khat ko hum pohanchaye'n kya
yahan fart e shoq ki intiha hai k maktoob ki rasai k liye aashiq az khud nama br k sath rawana hua chahta hai ....lekin phir ishq ki hurmat qadam thamti hai k zabt br mehal ho ga .....
No comments:
Post a Comment