diya hai dil ager is ko basher hai kya kehiye
hua raqeeb tu ho nama br hai kya kehiye
aashiq ko hr aan jo jis bat ka khatka rehta tha , aakhir ko wo hi hua mehboob nama br pr hi fida ho gaya hai , nama br ny humara pat'ta hi kat dia hai ....
ab nama br hi humara raqeeb bn gaya hai ...kya kiya ja skta hai aakhir mehboob bhi basher hi hai ....
No comments:
Post a Comment