Mirza Ghalib ....
kya raho'n ghurbat mai khush ,jb ho hawadis ka ye hal
nam lata hai watan sy nam br akser khula
ye fi zamana e Gahlib ka waqiya hai k jis maktob mai mout o afsurdigi o taziyat ka mazmoon hota tha ....os maktoob ko mou band nhi kia jata tha ....ye riwaj tha .... isi riwaj sy bat aagy barhti hai ...
ghurbat ba murad ....ks ma pursi , by kasi , musafiri , pr daisi ....hawadis , aafat e zamana .....
khushi kyn kr mil skti jb k pehle hi muflisi ny ghair rakha ho ...os py tur'ra py dr py inqilabat e zamana ki zd mai akser hi nagahaniyo'n sy nimatna parta ho ....
No comments:
Post a Comment